Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics: झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स
By: admin
September 23, 2024
2 minutes read
इस Article में आपको Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics, झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics, झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स आपके लिए जरूर helpful साबित होगा |
झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स
Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics In Hindi
यहाँ – झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स, Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics दिया गया है
भजन – झूला झूल रहे भगवान नंद के आँगन में भजन लिरिक्स
झूला झूल रहे भगवान,
नंद के आँगन में।।
मात यशोदा पलना झूलावे,
मात यशोदा पलना झूलावे,
चेहरे पर मधुर मुस्कान,
नंद के आँगन में,
झूला झूल रहें भगवान,
नंद के आँगन में।।
भीड़ लगी है नंद के द्वारे में,
भीड़ लगी है नंद के द्वारे में,
आया कौन सा ये मेहमान,
नंद के आँगन में,
झूला झूल रहें भगवान,
नंद के आँगन में।।
शिव शंकर दर्शन को आए,
शिव शंकर दर्शन को आए,
श्री कृष्ण गए पहचान,
नंद के आँगन में,
झूला झूल रहें भगवान,
नंद के आँगन में।।
प्रभु दर्शन की होड़ लगी है,
प्रभु दर्शन की होड़ लगी है,
क्या बालक बूढ़े जवान,
नंद के आँगन में,
झूला झूल रहें भगवान,
नंद के आँगन में।।
बाहर ठाड़े गोप गोपियाँ,
बाहर ठाड़े गोप गोपियाँ,
लिए हाथन में पकवान,
नंद के आँगन में,
झूला झूल रहें भगवान,
नंद के आँगन में।।
झूला झूल रहे भगवान,
नंद के आँगन में।।
Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics
Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics In English
In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics In English and I hope that Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.
Bhajan – Jhula Jhul Rahe Bhagwan Nand Ke Aangan Me Bhajan Lyrics
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Maat Yashoda palna jhulawe,
Maat Yashoda palna jhulawe,
Chehre par madhur muskaan,
Nand ke aangan mein,
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Bheed lagi hai Nand ke dwaare mein,
Bheed lagi hai Nand ke dwaare mein,
Aaya kaun sa ye mehmaan,
Nand ke aangan mein,
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Shiv Shankar darshan ko aaye,
Shiv Shankar darshan ko aaye,
Shri Krishna gaye pehchaan,
Nand ke aangan mein,
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Prabhu darshan ki hoad lagi hai,
Prabhu darshan ki hoad lagi hai,
Kya balak boode jawan,
Nand ke aangan mein,
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Bahar thade gop gopiyan,
Bahar thade gop gopiyan,
Liye haathan mein pakwaan,
Nand ke aangan mein,
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.
Jhula jhool rahe Bhagwan,
Nand ke aangan mein.