Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics: छा गया है रंग बसंती फागुन मेला आया है भजन लिरिक्स
By: admin
April 7, 2024
2 minutes read
इस Article में आपको Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics, छा गया है रंग बसंती फागुन मेला आया है भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics, छा गया है रंग बसंती फागुन मेला आया है भजन लिरिक्स आपके लिए जरूर helpful साबित होगा |
छा गया है रंग बसंती फागुन मेला आया है भजन लिरिक्स
Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics In Hindi
यहाँ – छा गया है रंग बसंती फागुन मेला आया है भजन लिरिक्स, Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics दिया गया है
छा गया है रंग बसंती,
फागुन मेला आया है,
नाचो गाओ खुशी मनाओ,
मेला श्याम का आया है।।
कोई आता पैदल-पैदल,
कोई निशान चढ़ाता है,
कोई आता पेट पलनियां,
दुखड़े सारे सुनाता है,
दुखड़े सारे सुनाता है,
दोनों बाहें फैलाकर बाबा ने,
हमको बुलाया है,
नाचो गाओ खुशी मनाओ,
मेला श्याम का आया है।।
स्वर्ग से सुंदर लगता खाटू,
उड़ रहा रंग गुलाल है,
कहीं बज रहे ढोल नगाड़े,
कोई गाता धमाल है,
कोई गाता धमाल है,
इत्र की वर्षा करने खातिर,
इंद्र देव भी आया है,
नाचो गाओ खुशी मनाओ,
मेला श्याम का आया है।।
आंख में आसूं लेकर जो भी,
दामन खाली लाता है,
उसको अपना बनाकर बाबा,
सारा प्यार लूटाता है,
सारा प्यार लूटाता है,
मन की बात सुनाने ‘सक्षम’,
तेरी शरण में आया है,
नाचो गाओ खुशी मनाओ,
मेला श्याम का आया है।।
छा गया है रंग बसंती,
फागुन मेला आया है,
नाचो गाओ खुशी मनाओ,
मेला श्याम का आया है।।
Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics
Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics In English
In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics In English and I hope that Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.
Bhajan – Cha Gaya Hai Rang Bansati Fagun Mela Aaya Hai Bhajan Lyrics
Chha gaya hai rang Basanti,
Phaagun mela aaya hai,
Naacho gaao khushi manaao,
Mela Shyam ka aaya hai.
Koi aata paidal-paidal,
Koi nishaan chadhaata hai,
Koi aata pet palniyaan,
Dukhde saare sunaata hai,
Dukhde saare sunaata hai,
Dono baahein phailaakar baba ne,
Humko bulaaya hai,
Naacho gaao khushi manaao,
Mela Shyam ka aaya hai.
Svarg se sundar lagta Khaatu,
Ud raha rang gulaal hai,
Kahin baj rahe dhol nagade,
Koi gaata dhamal hai,
Koi gaata dhamal hai,
Itr ki varsha karne khaatir,
Indra dev bhi aaya hai,
Naacho gaao khushi manaao,
Mela Shyam ka aaya hai.
Aankh mein aansu lekar jo bhi,
Daaman khali laata hai,
Usko apna banakar baba,
Saara pyaar lutaata hai,
Saara pyaar lutaata hai,
Man ki baat sunaane ‘saksham’,
Teri sharan mein aaya hai,
Naacho gaao khushi manaao,
Mela Shyam ka aaya hai.
Chha gaya hai rang Basanti,
Phaagun mela aaya hai,
Naacho gaao khushi manaao,
Mela Shyam ka aaya hai.