Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics: जग में हारे का सहारा खाटू की नगरी में है भजन लिरिक्स
By: admin
January 9, 2024
2 minutes read
इस Article में आपको Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics, जग में हारे का सहारा खाटू की नगरी में है भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics, जग में हारे का सहारा खाटू की नगरी में है भजन लिरिक्स आपके लिए जरूर helpful साबित होगा |
जग में हारे का सहारा खाटू की नगरी में है भजन लिरिक्स
Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics In Hindi
यहाँ – जग में हारे का सहारा खाटू की नगरी में है भजन लिरिक्स, Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics दिया गया है
जग में हारे का सहारा,
खाटू की नगरी में है,
खाटू की नगरी में है वो,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
दिल भी वो धड़कन वही है,
खाटू का मेरा सांवरा,
मेरी अखियों का सितारा,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
अन्न दाता भी वही है,
मेरा माई बाप भी,
हम गरीबों का गुजारा,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
हमको हमसे ही चुराकर,
ले गई जिसकी नज़र,
सज के बैठा श्याम प्यारा,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
इक झलक को है तरसते,
जिसको सारे भक्त जन,
‘कमल’ वो दिलकश नज़ारा,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
जग में हारे का सहारा,
खाटू की नगरी में है,
खाटू की नगरी में है वो,
खाटू की नगरी में है,
अब तो पागल दिल हमारा,
खाटू की नगरी में है
Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics
Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics In English
In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics In English and I hope that Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.
Bhajan – Jag Me Haare Ka Sahara Khatu Ki Nagri Me Hai Bhajan Lyrics
Jag mein haare ka sahara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Khatushyam ki nagri mein hai woh,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.
Dil bhi woh dhadkan wahi hai,
Khatushyam ka mera saanwara,
Meri akhiyon ka sitara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.
Ann daata bhi wahi hai,
Mera mai-baap bhi,
Hum gareebo ka guzara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.
Humko humse hi churaakar,
Le gayi jiski nazar,
Saj ke baitha Shyam pyara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.
Ek jhalak ko hai tarasate,
Jisko saare bhakt jan,
‘Kamal’ woh dilkash nazara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.
Jag mein haare ka sahara,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Khatushyam ki nagri mein hai woh,
Khatushyam ki nagri mein hai,
Ab toh pagal dil hamara,
Khatushyam ki nagri mein hai.