Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics: दुनिया भर के व्यापारी आ गये खाटू के बाजार में भजन लिरिक्स

By: admin

January 2, 2024

2 minutes read

...

इस Article में आपको Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics, दुनिया भर के व्यापारी आ गये खाटू के बाजार में भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics, दुनिया भर के व्यापारी आ गये खाटू के बाजार में भजन लिरिक्स आपके लिए जरूर helpful साबित होगा |

दुनिया भर के व्यापारी आ गये खाटू के बाजार में भजन लिरिक्स

Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics In Hindi

यहाँ – दुनिया भर के व्यापारी आ गये खाटू के बाजार में भजन लिरिक्स, Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics दिया गया है

दुनिया भर के व्यापारी आ गये,
खाटू के बाजार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

मंहगा हो गया तेरा कीर्तन,
मंहगी हो गई सवामणी,
महंगे से भी हो गया महंगा,
दर्शन तेरे श्याम धणी,
लाखों रुपये स्वाहा हो जाते,
मंहगे फूलों के हार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

लाखों चढ़ते निशान तेरे,
जिनकी कोई कदर नहीं,
पैरों से कुचले जाते हैं,
उन पर कोई नजर नहीं,
बस भक्ति का ढ़ोंग रचाये,
फिरते हे संसार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

भजनों की नही बहती गंगा,
बस लोगों का शोर है,
झुठे किस्से कहानी सुनाते,
भक्ति अब कमजोर है,
इत्तर की यहाँ बारिश होती,
गायक के सत्कार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

कहलाते है श्याम के प्रेमी,
पर आपस में प्यार कहाँ,
एक दूजे को कसके कोसे,
जिसको मौका मिले जहाँ,
प्रेम कहीं अब दिखता नहीं है,
‘केशव’ तेरे परिवार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

दुनिया भर के व्यापारी आ गये,
खाटू के बाजार में,
कितना दिखावा हो रहा बाबा,
तेरे इस दरबार में।।

Khatu Shyam Ji

Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics

Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics In English

In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics In English and I hope that Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.

Bhajan​​ – Duniya Bhar Ke Vyapari Aa Gaye Khatu Ke Bazar Me Bhajan Lyrics

Duniya bhar ke vyapari aa gaye,
Khatu ke bazaar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein.

Mehnga ho gaya tera kirtan,
Mehngi ho gayi sawamani,
Mahange se bhi ho gaya mahnga,
Darshan tere Shyam dhani,
Lakhon rupe Swaha ho jaate,
Mehnge phoolon ke haar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein.

Lakhon chadhte nishaan tere,
Jinki koi kadar nahin,
Pairo se kuchle jaate hain,
Un par koi nazar nahin,
Bas bhakti ka dhong rachaye,
Firte hain sansar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein.

Bhajanon ki nahi bahti Ganga,
Bas logon ka shor hai,
Jhuthe kisse kahani sunate,
Bhakti ab kamzor hai,
Ittar ki yahan baarish hoti,
Gayak ke satkar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein.

Kehlate hain Shyam ke premi,
Par aapas mein pyaar kahan,
Ek dooje ko kaskar kose,
Jisko mauka mile jahan,
Prem kahin ab dikhata nahin hai,
‘Keshav’ tere parivaar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein.

Duniya bhar ke vyapari aa gaye,
Khatu ke bazaar mein,
Kitna dikhava ho raha Baba,
Tere is darbar mein

Related to Read

Shyam Baba Ki Aarti

Shyam Chalisa Lyrics

Shyam Stuti Lyrics

Khatu Shyam Ji Mandir Timing

Chulkana Dham

Shyam Baba Ki Shayari

Khatu Shyam Ji Daily Darshan