Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics: चल एक बार खाटू वाले के द्वार भजन लिरिक्स
By: admin
January 15, 2024
2 minutes read
इस Article में आपको Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics, चल एक बार खाटू वाले के द्वार भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics, चल एक बार खाटू वाले के द्वार भजन लिरिक्स आपके लिए जरूर helpful साबित होगा |
चल एक बार खाटू वाले के द्वार भजन लिरिक्स
Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics In Hindi
यहाँ – चल एक बार खाटू वाले के द्वार भजन लिरिक्स, Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics दिया गया है
चल एक बार खाटू वाले के द्वार,
तेरा हर एक काम सफल होगा,
चल एक बार खाटु वाले के द्वार।।
बिगड़ी बात बनाये,
वो टूटे रिश्ते जोड़े,
वादा करता है जो भी,
उन वादों को ना तोड़े,
डूबों को उबारे,
वो खाली हाथ ना छोड़े,
हारों का बने सहारा,
वो साथ कभी ना छोड़े,
और खाली हाथ ना मोड़े,
होगी ना हार खाटू वाले के द्वार,
तेरा हर एक काम सफल होगा,
तेरी हर मुश्किल का हल होगा,
चल एक बार खाटु वाले के द्वार।।
श्याम धणी के द्वारे,
आये जो ग़म के मारे,
दर्शन करके बाबा के,
हो जाए वारे न्यारे,
सच्चे मन से जो भी,
बाबा का नाम पुकारे,
उन भक्तों के बाबा भी,
सारे ही काज सँवारे,
और खूब भरे भंडारे,
होगा उद्धार खाटू वाले के द्वार,
तेरा हर एक काम सफल होगा,
चल एक बार खाटु वाले के द्वार।।
खाटू में आते ही,
सब रोग दोष कट जाएँ,
कोई चिंता नहीं सताए,
ग़म के बादल छंट जाएँ,
बाबा के बाणो से,
दुश्मन पीछे हट जाएँ।
बाबा की कृपा से तो,
दुःख दर्द सभी मिट जाएँ,
दुःख दर्द सभी मिट जाएँ,
हो बेडा पार खाटू वाले के द्वार,
तेरा हर एक काम सफल होगा,
तेरी हर मुश्किल का हल होगा,
चल एक बार खाटु वाले के द्वार।।
चल एक बार खाटू वाले के द्वार,
तेरा हर एक काम सफल होगा,
चल एक बार खाटु वाले के द्वार।।
Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics
Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics In English
In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics In English and I hope that Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.
Bhajan – Chal Ek Bar Khatu Wale Ke Dwar Bhajan Lyrics
Chal ek baar Khatushyam ke dwar,
Tera har ek kaam safal hoga,
Chal ek baar Khatushyam ke dwar.
Bigdi baat banaye,
Vo toote rishte jode,
Wada karta hai jo bhi,
Un wadon ko na tode,
Doobon ko ubare,
Vo khali haath na chhode,
Haaron ka bane sahara,
Vo saath kabhi na chhode,
Aur khali haath na mode,
Hogi na haar Khatushyam ke dwar,
Tera har ek kaam safal hoga,
Teri har mushkil ka hal hoga,
Chal ek baar Khatushyam ke dwar.
Shyamdhani ke dwar,
Aaye jo gham ke maare,
Darshan karke baba ke,
Ho jaaye vaare nyaare,
Sachche mann se jo bhi,
Baba ka naam pukare,
Un bhakton ke baba bhi,
Saare hi kaaj sanwaare,
Aur khoob bhare bhandare,
Hoga uddhar Khatushyam ke dwar,
Tera har ek kaam safal hoga,
Chal ek baar Khatushyam ke dwar.
Khatushyam mein aate hi,
Sab rog dosh kat jaaye,
Koi chinta nahi sataaye,
Gham ke badal chat jaaye,
Baba ke bano se,
Dushman peeche hat jaaye,
Baba ki kripa se to,
Dukh dard sabhi mit jaaye,
Dukh dard sabhi mit jaaye,
Ho beda paar Khatushyam ke dwar,
Tera har ek kaam safal hoga,
Chal ek baar Khatushyam ke dwar.
Chal ek baar Khatushyam ke dwar,
Tera har ek kaam safal hoga,
Chal ek baar Khatushyam ke dwar.