Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics: कलाई थाम कर रखना भजन लिरिक्स
By: admin
December 28, 2023
1 minute read
इस Article में आपको Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics, कलाई थाम कर रखना भजन लिरिक्स का हिंदी और English LYRICS दिया गया है और उम्मीद करता हूँ कि यह Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics, कलाई थाम कर रखना भजन लिरिक्सआपके लिए जरूर helpful साबित होगा |
कलाई थाम कर रखना भजन लिरिक्स
Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics In Hindi
यहाँ – कलाई थाम कर रखना भजन लिरिक्स, Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics दिया गया है
कलाई थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है,
बचाना हर मुसीबत से,
तुम्हारी जिम्मेदारी है,
कलाईं थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है
भरोसा है बहुत तुम पर,
भरोसा टूट ना जाए,
जो निकले आँख से आंसू,
तो बदनामी तुम्हारी है,
कलाईं थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है
ना पलभर के लिए हटना,
हमारे साथ ही रहना,
धड़कता दिल मेरा धक धक,
बहुत ही बेकरारी है,
कलाईं थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है
हवाले कर दी है कश्ती,
चलाओ जैसे तुम चाहो,
सौंप दी डोर हाथों में,
जिंदगी की हमारी है,
कलाईं थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है
किनारे तक चलो लेकर,
अगर पतवार ले ली है,
‘बेधड़क’ नाव तूफां में,
भरोसे से उतारी है,
कलाईं थाम कर रखना,
मुसीबत सिर पे भारी है
Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics
Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics In English
In this article, you are also being given the Hindi and English Lyrics of Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics In English and I hope that Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics will prove to be helpful for you.
Bhajan – Kalai Tham Kar Rakhna Bhajan Lyrics
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai,
Bachana har mushkil se,
Tumhari jimmedari hai,
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai.
Bharosa hai bahut tum par,
Bharosa toot na jaaye,
Jo nikale aankh se aansu,
To badnaami tumhari hai,
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai.
Na palbhar ke liye hatna,
Hamare saath hi rahna,
Dhadakta dil mera dhak dhak,
Bahut hi bekarari hai,
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai.
Hawale kar di hai kashti,
Chalao jaise tum chaho,
Saump di dorr haathon mein,
Zindagi ki hamari hai,
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai.
Kinare tak chalo lekar,
Agar patwaar le li hai,
‘Bedhadak’ naav toofan mein,
Bharose se utaari hai,
Kalai tham kar rakhna,
Mushkil sir pe bhaari hai.